Karam

Karam

Lete lete dekhu Khaali deewarein Uth chuki hai duniya Hum hai sone jaare Aankhon me hai nend Par bechain hai ye mann Ab dikhenge sapne Ya fir ab uthegi kalam Firse karwa shuru Kiya kahaniyon ka Ghum firke yaadein Teri kyo mujhe satati Par kamyabi paane ki Talab hai lag chuki mujhe Aisi chhoti chhoti baatein Ab mujhe na khaati Panne aksar ab Khali se rehte hain Bhar bhi jayein panne Dil bhara sa lagta nahi Gaane chalte har samay Hai mere kaano me Mann hai mann chala Ab gaano se bhi rukta nahi Aankhein band karke Chal hustle ke hosh me Par banna chahta hu Ik me unn crore me Khaali kamra aur kalam Hai meri takatein Na kanchit shashwatam Mein karta jaunga karam Na kanchit shashwatam Me karta jaunga karam Raaton ki pariyon se Hu sunta mein kahani teri Sach hai ya jhoothi kya pata Aur khamoshi me Hi hu rehta uljha aksar apni Khwahishon me hu laapata Beet raha samay Hai jaise behta paani Jee raha hu me suna Ke chand kahani Hote hain deewaron Ke bhi kaan log kehte Suno sangharsh ke Kisse mere kamre ki zubani Khamiyo ko leke Jeb mein me apne Hoon iss talash me Jo samjhe mere sapne Na ant ki khabar aur Na anant ki fikar hai Jana itna upar jahaan Kisi ka na zikr hai Bhar chuke hain panne Soch ho chuki hai sunnn Raat kaali, aankhein laal Chal rahi hai dhun Sukhi jaa rahi kalam Hai meri zindagi ki Samay hai aa chuka Musafir ae tu raste chun Aankhein band krke Chal hustle ke shor me Par banna chahta Hu ik me unn crore me Khali kamra aur kalam Hai meri takatein Na kanchit shashwatam Me karta jaunga karam Na kanchit shashwatam Me karta jaunga karam

Karam

Shriyash Sahu · 1690732800000

1